Monday 30 September 2013

SEO In HIndi

Hi dosto is blog me jiska naam hai seo update  in hindi me aap seekhenge search engine optimization se judi har ek baat. Jaise ki meta tag, alt tag, proper anchor text, robots.txt file, creating xml and html sitemap, keyword research, keyword prominence, keyword relevancy, keyword density, keyword  frequency, url stracture, content type, google guide lines, and all the off page ke baare me  aap yahaa se learn kar sakte hai. search engines kya hai or wo kis trah se kaam karte hai. search engine kisi page ko kis trah value deta hai aap ye bhi is seo in hindi blog se learn kar sakte hai. yahaa par aap seo ki complete tachniques seekhenge wo bhi aap ki aapni language hindi me. seo seekhne ke liye lagatar is blog ko reed karte rahe jo ki hum ye complete seo aap ko post by post seekhate rahenge.